What is MacOS Menu Bar For Windows 10
Doston apne dekha hoga kisi bhi Apple MacBook me Menu Bar ka option sabse Laptop ke upper side or sabse different hota hai jo bhot attractive hota hai.
Doston aaj me apko ye batane wala hun ki aap apne PC or Laptop me MacOS ka Menu Bar kaise download, install, or setting kar sakte hain.
MacOS Menu Bar For Windows 10
Doston agar aap bhi chahte hain ki apke PC or Laptop me bhi Apple MacBook jaisa look aye to end tak read karna na bhulen.
Ye trick bilkul free or legit hai isse apke PC or Laptop ko koi problem nahi ayegi or ye trick apke PC or Laptop ko kill bhi nahi karega.
MacOS Menu Bar For Windows Function
Doston ab baat karenge is Mac Menu Bar Ke Functions ki.
Doston isme kai types ke function hain kai toh same Apple MacOS Menu Bar jaise or kai isse bhi advance option is Free MacOS Menu Bar me available hain.
Doston isse bhi acchi baat ye hai ki isme apko Apple Logo bhi mil jayega to chaliye ba jante hain ise download kaise karna hai.
How To Download MacOS Menu Bar In Laptop And PC
Doston is Menu Bar ko download karna bhot easy hai apko sirf niche diye gai link pe click karna hai phir ap ek site pe redirect ho jaoge.
Click here to download.
Site par enter hone ke baad simply apko Download wale icon par click karna hai.
How To Install MacOS Menu Bar In Laptop And PC
Doston is Menu Bar ko install karne ke liye apko ek application ki zarurat padegi jiska naam hai Rainmeter isko download karne ke liye niche wale link pe click kare.
IMPORTANT
Site par entre hone ke baad apke samne 2 options rahenge apko sirf Download Beta par hi click karna hai.
Why Only Download Beta?
Doston maine apko sirf Beta Version download karne ke liye isliye bola kyunki aap jo Menu Bar download kar rahe hain vo advanced version hai Mac Menu Bar ka.
Is Menu Bar ko Rainmeter ka version bhi advance chahiye install karne ke liye isiliye maine apko pehle hi Beta Version download karne ke liye bola.
How To Install MacOS Menu Bar
Doston MacOS Menu Bar ko Install karne ke liye apko MacOS Menu Bar ki file pe right click karke Install Rainmeter Skin par click karna hai.
Ab apko simply install par click kar lena hai.
How To Set MacOS Menu Bar
Doston install karne ke baad apke samne kuch aisa interface ajayega.
Isme apko English US select karke Next par click karna hai.
Isme isme apko Always show Droptop select karke Next par click karna hai.
Isme apko Media Player choose karna hai or apna Gmail Username or Gmail Password dalke Next par click karna hai.
Isme apko Apple Logo choose karke Next par click karna hai.
Isme apko jo sahi lage ap choose karke Next par click kar sakte hain.
Isme apko Free choose karke Next par click karna hai.
Conclusion
To doston apke Laptop or PC me MacOS Menu Bar fully install ho gaya hai or agar apko apne android phone ko bhi iOS me switch karna hai to Click Here.
To doston i hope apko pasand aya hoga So keep loving, keep visiting, keep loving.
Thank You.
RELATED POST
COMMENTS